Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith : Ek Sachcha Musalman ( A True Muslim)
Abdullah bin Amr Radiallahu anhu se
rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya
Musalman wo hai jo musalman ko Apni Zuban aur haath se (Takleef pahunchney se)
mahfooz rakhe aur Muhajir wo hai jo un cheezon se ruk jaye jis se ALLAH ne mana
kiya.
Sahih bukhari, Vol 7 , 6484
Hazrat
Anas Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allahu Sal-Allahu Alaihi
Wasallam ne farmaya tum mein se koi shaksh Imaan wala nahi hoga jab tak apne bhai
ke liye wohi pasand na kare jo apne aap ke liye karta hai
Sahih Bukhari, Vol 1 ,13
Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah SallallahuAlalhi wasallam ne farmaya momeen dusre momeen ka aaeena hai, aur momeen dusre momeen ka bhai hai jo nuksaan ko us se dur karta hai aur uski gair mojudgi mein uski hifazat karta hai
Sunan Abu Dawud, Vol 3, 1486 ( Hasan)
Sahih Bukhari, Vol 1 ,13
Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah SallallahuAlalhi wasallam ne farmaya momeen dusre momeen ka aaeena hai, aur momeen dusre momeen ka bhai hai jo nuksaan ko us se dur karta hai aur uski gair mojudgi mein uski hifazat karta hai
Sunan Abu Dawud, Vol 3, 1486 ( Hasan)
-------------------------------------------------------
Narrated Abdullah bin Amr Radiallahu anhu : The Prophet Sal-Allahu
Alaihi Wasallam said A Muslim is the one who avoids harming Muslims with his
tongue or his hands. And a Muhajir (an emigrant) is the one who gives up
(abandons) all what ALLAH has forbidden
Sahih Bukhari, Book 76, No. 491
Narrated Anas
Radiallahu anhu :The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "None of you
will have faith till he wishes for his (Muslim) brother what he likes for
himself."
Sahih Bukhari ,
Vol 1, Book 2, No. 13
Narrated AbuHurayrah Radhi Allahu Anhu
: The Prophet peace_be_upon_him said: The believer is the believer's mirror,
and the believer is the believer's brother who guards him against loss and
protects him when he is absent.
Hadith Abu Dawud, Book 41, Number 4900: ( Hasan)
Hadith Abu Dawud, Book 41, Number 4900: ( Hasan)