Search This Blog

Category

Autoblog

Tuesday, February 3, 2015

Hadith: Kaunsa amal ALLAH Subhanahu ko ziyada pasand hai

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Kaunsa amal ALLAH Subhanahu ko ziyada pasand hai

Aayesha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  se pucha gaya ki kaunsa amal ALLAH Subhanahu ko ziyada pasand hai ? Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki jis par hameshgi ki jaye (yani constantaly kiya jaaye) chahe wo thoda hi ho, aur farmaya ki Neik kaam karne mein itni hi takleef uthao jitni Taqat ho
Sahih Bukhari, Vol 7, 6465

-------------------------------------------
Narrated Aisha Radi Allahu Anha: The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam  was asked What deeds are loved most by ALLAH? He Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, The most regular constant deeds even though they may be few. and added, 'Don't take upon yourselves, except the deedswhich are within your ability.
Sahih Bukhari,  Vol 8, Book 76, No. 472


Total Pageviews