Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Kisi bhi shaksh ko Maut ki tamanna nahi karni chahiye
Anas Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum mein se koi shaksh kisi takleef ki wajah se Jo usey hone lagi ho, Maut ki tamanna nahi karey, agar maut ki tamanna Zaruri hi ho jaye to ye kahe ki Eh ALLAH jab tak mere liye zindagi behtar hai mujhe zinda rakhna aur jab mere liye maut behtar ho jaye to mujhe wafat de dena
Sahih Bukhari, Vol 7, 6351
------------------------------------------------

Narrated Anas Radhi Allahu Anhu : ALLAH's
Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam said," None of you should long for
death because of a calamity that had befallen him, and if he cannot, but long
for death, then he should say, 'O ALLAH! Let me live as long as life is better
for me, and take my life if death is better for me.' "
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 75, No. 362:
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 75, No. 362: