Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Kuch log Hauz-e-kauther
se dur kar diye jayenge
Anas Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya
Anas Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya
Mere kuch saathi mere hawz (
Al-kauther) par mere samne laye jaynge aur main unhe pahchaan bhi lunga
lekin phir unko mere samne se hata diya
jayega to Main kahunga ki ye mere saathi hain , lekin mujhse kaha jayega ki
Aapko maalum nahi ki Aapke baad unhone kya kya cheezin Ejad kar li thi.
Sahih Bukhari, Vol 8, 6582
اللهم إني أسألك حبك وحب
من يحبك ، والعمل الذي يبلغني حبك
Eh ALLAH main tujhse teri mohabbat aur har us shaksh ki mohabbat ka sawal karta hun jo tujhse mohabbat karta ho, aur us amal ki mohabbat ka jo mujhe teri mohabbat tak pahuncha de
Eh ALLAH main tujhse teri mohabbat aur har us shaksh ki mohabbat ka sawal karta hun jo tujhse mohabbat karta ho, aur us amal ki mohabbat ka jo mujhe teri mohabbat tak pahuncha de
(Tirmidhi)
-----------------------------------------------
Narrated Anas Radhi Allahu Anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam
said, "Some of my companions will come to me at my Lake Fount, and after I
recognize them, they will then be taken away from me, whereupon I will say, 'My
companions!' Then it will be said, 'You do not know what they innovated (new
things) in the religion after you."
Sahih Bukhari, Volume 8, Book 76, Number 584:
Sahih Bukhari, Volume 8, Book 76, Number 584:
اللهم إني أسألك حبك وحب من يحبك ، والعمل الذي يبلغني حبك
O ALLAH! I ask of You Your love, the love of whoever loves
You and the love of those deeds which would draw me to attaining Your love.
(Tirmidhi)