Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Qayamat
ke din tum mein se se har kisi
ka paseena zameen par 70 haath tak phail jayega
Anas Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Ek
Sahabi ne pucha ki Ya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam Qayamat ke din kafiron ko unke chehre ke bal kis tarah
hasher kiya jayega ( yani kaise chalaya jayega) , Aap Sal-Allahu Alaihi
Wasallam ne farmaya wo zaat ( yani ALLAH) jisne inhe duniya mein Do paanw par
chalaya , kya use is par kudrat nahi ki wo unhe Qayamat ke din chehre ke bal
chalaye Qatada Radhi Allahu Anhu ne farmaya ki hamare RAB ki ezzat ki Qasam
jarur hai , beshak wo munh ke bal bhi chala sakta hai
Sahih Bukhari, Vol 8, 6523
--------------------------------------------
Sahih Bukhari, Vol 8, 6523
--------------------------------------------
Narrated Anas bin Malik Radhi Allahu Anhu A
man said, O Prophet of ALLAH sallallahu alaihi wasallam ! Will a Kafir
(disbeliever) be gathered (driven prone) on his face?" The Prophet sallallahu
alaihi wasallam said, "Is not He
Who made him walk with his legs in this world, able to make him walk on his
face on the Day of Resurrection?" Qatada Radhi Allahu Anhu said: Yes, (He can), by the Power of Our Lord
Sahih Bukhari , Book 76, No. 530
Sahih Bukhari , Book 76, No. 530