Ibn Abbas Radhi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya meri nazron ke samne wo patli
taangon wala siyah aadmee hai jo khana-e-Kaaba ke ek ek paththar ko ukhad dega
Sahih Bukhari, Vol2, 1595
Sahih Bukhari, Vol2, 1595
Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu
Alaihi Wasallam ne farmaya Kaaba ko Do patli pindliyon wala habshi kharab
karega ( yani gira dega).
Sahih Bukhari, Vol2, 1596
Sahih Bukhari, Vol2, 1596
Tashreeh: Ek rivayat mein hai ki uski aankhein neeli , naak phaili huyee
hogi, uske saath aur bahut se log honge wo Kaaba sharif ka ek ek paththat ukhad
dalnege aur samundar mein le jakar phenk denge , ye Qayamat ke bilkul nazdeek
hoga.
Narrated Ibn Abbas Radhi Allahu Anhuma: The Prophet Sal-Allahu Alaihi
Wasallam said, "As if I were looking at him, a black person with thin legs
plucking the stones of the Ka'ba one after another. "
Narrated Abu Huraira Radhi Allahu Anhu : ALLAH's Apostle Sal-Allahu
Alaihi Wasallam said, "DhusSuwaiqatain (the thin legged man) from Habsha
(Ethopia) will demolish the Ka'ba."
Sahih Bukhari, Volume 2, Book 26, Number 666:
Sahih Bukhari, Volume 2, Book 26, Number 666: