Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Dozakh mein
Sabse kam Darje ka Azab pane wala shaksh
Nauman bin Bashir Radhi Allahu
Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya
Qayamat ke din Dozakhiyon mein Azab ke aitbaar se sab kam Azab pane wala wo
shaksh hoga jiske Dono Qadmo ke neeche Do Angaare rakh diye jayenge jiski wajah
se uska Dimag khol ( Boiling) raha hoga jis tarah haandi ya Ketli josh maarti
hai.
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi
Wasallam ne farmaya Dozakh se bacho Sadqa dekar chahe Khajur ka ek tukda dekar
hi sahi aur jise ye bhi na mile to achchi baat kahkar (kyunki Achchi baat kahna
bhi sadqa hai)
Sahih Bukhari, Vol8 , 6562,6563
Dua:
Allahumma Ajirna Minan Naar
Allahumma Ajirna Minan Naar
Allahumma Ajirna Minan Naar
---------------------------------------
English Translation:
Narrated An-Nu'man bin Bashir Radhi
Allahu Anhu :I heard the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam saying, "The
least punished person of the (Hell) Fire people on the Day of Resurrection will
be a man under whose arch of the feet two smoldering embers will be placed,
because of which his brain will boil just like Al-Mirjal (copper vessel) or a
Qum-qum (narrow-necked vessel) is boiling with water."
Narrated 'Adi bin Hatim Radhi
Allahu Anhu : Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam sais "Protect yourselves
from the Hell-Fire, even if with one half of a date, and he who cannot afford
that, then (let him do so) by (saying) a good, pleasant word."
Sahih Bukhari, Volume 8, Book 76,
Number 567, 568:
Dua:
Allahumma Ajirna Minan Naar
Allahumma Ajirna Minan Naar
Allahumma Ajirna Minan Naar