Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Qayamat ke din logo ka hashr safed aur
surkh aamez zameen par hoga
Sahl bin Sad Radhi allahu anhu se rivayat hai ki
Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Qayamat ke dinl logo ka hashr
safed aur surkh aamez zameen par hoga jaise maide ki roti saaf aur safed hoti
hai , us zameen par kisi ka koi nishan na hoga
Sahih Bukhari, Vol 8, 6521
--------------------------------------------
Narrated Sahl bin Sad Radhi allahu anhu
:
I heard the Prophet sallallahu alaihi
wasallam saying, "The people will be gathered on the Day of Resurrection
on reddish white land like a pure loaf of bread (made of pure fine
flour)." Sahl added: That land will have no landmarks for anybody (to make
use of).
Sahih Bukhari,Book 76, 528