Bismillahirrahmanirrahim
Hadith:Ek jamaat jahannam se Muhammad Sal-Allahu
Alaihi Wasallam ki shafaat ke jariye
bahar niklegi
Anas bin mail Radhi Allahu Anhu se
rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Ek aisee jamaat jahannam se
niklegi jinhey Jahannam ki Aag ne jala
daala hoga aur phir wo jannat mein dakhil hogi jinhe Ahal-e-jannat unhe 'Al-Jahannamiyin' ke naam se yaad karengey.
Sahih Bukhari, Vol 8, 6559
Sahih Bukhari, Vol 8, 6559
Imran bin Husain Radhi Allahu Anhu
se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Ek jamaat jahannam se Muhammad Sal-Allahu
Alaihi Wasallam ki shafaat ke jariye
bahar niklegi aur jannat mein dakhil hogi jinhe 'Al-Jahannamiyin' ke naam se pukara jayega
Sahih Bukhari, Vol 8, 6566
Sahih Bukhari, Vol 8, 6566
-------------------------------------------------------------
Narrated Anas bin Malik Radhi Allahu Anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi
Wasallam said, "Some people will
come out of the Fire after they have received a touch of the Fire, changing
their color, and they will enter Paradise, and the people of Paradise will name
them 'Al-Jahannamiyin' the (Hell) Fire people."
Sahih Bukhari, , Book 76, Number 564:
Sahih Bukhari, , Book 76, Number 564:
Sahih Bukhari, Book 76, Number 571