Search This Blog

Category

Autoblog

Tuesday, February 3, 2015

Hadith: Sone aur bedar hone ki Dua

Bismillahirrahmanirrahim


Hadith: Sone aur bedar hone ki Dua

Huzefa Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  jab apne bistar par let-te to ye kahte

اللَّهُمَّ  بِاسْمِكَ أَمُوتُ و َأَحْيَا

(
Allahumma Bismika Amutu wa Aahya)
Ya ALLAH, tere hi naam ke saath main murda aur Zinda rahta hu

Aur jab bedar hotey(yani Neend se jagtey) to ye kahtey
الْحَمْدُ للهِ الَّذِي أَحْيَانَا بَعْدَ مَا أَمَاتَنَا وَإِلَيْهِ النُّشُورُ
(Alhamdu lillahil-ladhi 'ahyana ba'da ma 'amatana wa'ilayhin-nushur)
ALLAH ke liye hi tamam taarifien hain jisne humein zinda kiya, iske baad ke isne maut taari kar di(de di) thi aur usi ki taraf lautna hai
Sahih Bukhari, Vol7,  6312

------------------------------------------------------------
Narrated Hudhaifa Radhi Allahu Anhu : When the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam went to bed at night, he would put his hand under his cheek and then say,

اللَّهُمَّ  بِاسْمِكَ أَمُوتُ و َأَحْيَا
Allahumma bismika amutu wa ahya
and when he got up, he would say,


الْحَمْدُ للهِ الَّذِي أَحْيَانَا بَعْدَ مَا أَمَاتَنَا وَإِلَيْهِ النُّشُورُ
 "Al-Hamdu lil-lahi al-ladhi ahyana ba'da ma amatana, wa ilaihi an-nushur."
Praise is to ALLAH Who gives us life after He has caused us to die and to Him is the return.
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 75, No. 326

Total Pageviews