Search This Blog

Autoblog

Sunday, July 14, 2013

Mafhum-e-Hadith: Ramadhan ki (raato mein )Namaz padney ki fazilat

Bismillahirrahmanirrahim

Mafhum-e-Hadith:  Ramadhan ki (raato mein )Namaz padney ki fazilat

مَنْ قَامَ رَمَضَانَ إِيمَانًا وَاحْتِسَابًا غُفِرَ لَهُ مَا تَقَدَّمَ مِنْ ذَنْبِهِ

Abu hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki  Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jisney Ramadan ki raato mein Imaan aur sawab ki niyat ke saath namaz padi uskey pichley tamam gunaah maaf kar diye jatey hain
Sahih Bukhari, Vol 3, 2009

-------------------------------


Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu :I heard prophet Sallallahu Alaihi Wasallam  said Whoever prayed (at night ) in  the month of Ramadan out of sincere Faith and hoping for a reward from Allah, then all his previous sins will be forgiven
Sahih Bukhari, Vol. 3, Book 32, Hadith 227

Category

Total Pageviews