Search This Blog

Autoblog

Tuesday, July 7, 2015

Janabat ki haalat mein aadmi subah kare aur roze ka irada bhi ho to ?

Bismillahirrahmanirrahim

Janabat ki haalat mein aadmi subah kare aur roze ka irada bhi ho to ?

Nafi kahte hain ki maine Umm Salma Radi-Allahu-Anha se pucha ki janabat ki haalat mein aadmi subah kare aur roze ka irada bhi ho to ? unhone farmaya ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ki janabat sohbat se hoti na ki ehatlam se phir aap ghusal karte aur pura roza rakhte
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 1704-Sahih
---------------------------

नफी कहते हैं की मैने उम्म सलमा रदी-अल्लाहू-अन्हा से पूछा की जनाबत की हालत में आदमी सुबह करे और रोज़े  का इरादा भी हो तो ? उन्होने फरमाया की रसूल-अल्लाह सललल्लाहू-अलैही-वसल्लम की जनाबत सोहबत से होती है ना की एहतलाम से फिर आप गुस्ल करते और पूरा रोज़ा रखते
सुनन इब्न माजा जिल्द 1 ,  1704-सही
---------------------------

نفی کہتے ہیں کی میں نے ام سلمہ رضی الله عنہا  سے پوچھا کی جنابت کی حالت میں آدمی صبح کرے اور روزہ کا اِرادَہ بھی ہو تو ؟ انہوں نے فرمایا کی کی جنابت صحبت سے ہوتی نا کی سے پِھر آپ غسل کرتے اور پورا روزہ رکھتے
سنن ابن  ماجہ ، جلد ١   حدیث ١٧٠٤ - صحیح          

---------------------------


It was narrated that Nafi’ said “I asked Umm Salamah Radi-Allahu-Anha about a man who gets up in the morning when he is in a state of sexual impurity and wants to fast. She said: “The Messenger of Allah Peace be upon him be upon him used to get up in the morning in a state of sexual impurity after having intercourse, not from a wet dream, then he would take a bath and complete his fast.
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , book 7, 1704-Sahih

Category

Total Pageviews