Search This Blog

Autoblog

Tuesday, March 10, 2020

Al Quran : Allah wo hai jisne tumko paida kiya, Phir tumko Rizq diya, phir tumhe maut dega aur phir zinda karega

*Bismillahirahmanirraheem*

*Al Quran : Allah wo hai jisne tumko paida kiya, Phir tumko Rizq diya, phir tumhe maut dega aur phir zinda karega*
----
✦ Al Quran : Allah wo hai jisne tumko paida kiya, phir tumko Rizq diya, phir tumhe maut dega aur phir zinda karega , bhala tumhare (banaye huye) Shariko mein se bhi koi hai jo in kaamo mein se kuch kar sake wo (Allah) paak hai aur unke shariko se buland hai
Surah Ar Room (30), 40
----
القرآن : الله وہ ہے جس نے تم کو پیدا کیا پھر تم کو رزق دیا پھر تمہیں موت دیگا ۔ پھر زندہ کرے گا۔ بھلا تمہارے
(بنائے ہوئے) شریکوں میں بھی کوئی ایسا ہے جو ان کاموں میں سے کچھ کر سکے۔ وہ پاک ہے اور  ان کے شریکوں سے بلند ہے
سورة الروم (٣٠) آیت ٤٠ 
----
अल क़ुरान : अल्लाह वो है जिसने तुमको पैदा किया, फिर तुमको रिज़क़ दिया, फिर तुम्हे मौत देगा और फिर ज़िंदा करेगा , भला तुम्हारे (बनाए हुए) शरीक़ो में से भी कोई है जो इन कामों में से कुछ कर सके वो (अल्लाह) पाक है और उनके शरीक़ो से बुलंद है
सुरह रूम (30), 40
----
✦ Allah is He Who created you, then provided food for you, then will cause you to die, then (again) He will give you life . Is there any of your (so-called) partners (of Allah) that do anything of that? Glory be to Him! And Exalted be He above all that (evil) they associate (with Him).
Surah Ar Room (30), 40

Category

Total Pageviews