Search This Blog

Autoblog

Monday, August 17, 2020

Hadith : Allah ki raza ke liye Namaz padhne se Gunah aise dur hote hain jaise darakht se pattey girte hain


*Bismillahirrahmanirraheem*

✦ *Hadith : Allah ki raza ke liye Namaz padhne se Gunah aise dur hote hain jaise darakht se pattey girte hain*
----

 ✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih wasallam  ne farmaya Beshak Muslman banda jab namaz adaa karta hai jabke uska maqsad Allah subhanahu ka chehra (yahi raza ho)  ho to us se uske gunah iss tarha girte hai jaise darakht se patte girte hain
----
 رسول اﷲ ﷺ نے فرمایا بیشک مسلمان بندہ جب نماز ادا کرتا ہے، جبکہ اس کا مقصد اللہ تعالیٰ کا چہرہ (رضا) ہو تو اس سے اس کے گناہ اس طرح گرتے ہیں، جیسے درخت سے پتےگرتے  ہیں۔
مسند احمد ١٠١٢-صحیح
----
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फरमाया बेशक मुस्लमान बंदा जब नमाज़ अदा करता है जबकि उसका मक़सद सिर्फ अल्लाह सुबहानहु का चेहरा (रज़ा) हो तो उस से उसके गुनाह इस तरह गिरते हैं जिस तरह दरख़्त से पत्ते गिरते हैं  
मसनद अहमद - 1012 सही
----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih wasallam said Indeed when a Muslim servant performs prayer seeking the countenance of Allah, his sins will fall away just as leaves fall from the tree
Musnad Ahmed-1012-Sahih

Category

Total Pageviews