Search This Blog

Autoblog

Wednesday, June 11, 2014

Hadith: Aurton aur bachchon ko jung mein bhi Qatl karna mana hai


Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Aurton aur bachchon ka Qatl mana hai

Ibn umar Radi allahu anhu se rivayat hai ki ( Jung  ke waqt) ek Aurat Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ke zamaney mein maqtul (killed) payee gayee to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne Aurton aur bachchon ke Qatl se mana farmaya.
Sahih Bukhari, Vol 4, 3015

 ---------------------------------------
Hadith: Its  forbidden to kill the  women and children
Narrated Ibn 'Umar Radiallahu anhu : During some of the Ghazawat  (War) of ALLAH's Apostle a woman was found killed, so ALLAH's Apostle forbade the killing of women and children.
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 52, No. 258:



Category

Total Pageviews