Search This Blog

Autoblog

Wednesday, September 26, 2012

Hadith: Har peeney wali cheez jo Nasha laye wo haraaam hai

Bismillah-Hirrahman-Nirrahim

Hadith: Har peeney wali cheez jo Nasha laye wo haraaam hai

Aap se Sharaab aur juye (gambling) ke baarey mein puchtey hain  kah do inmein bada gunaah hai aur logon ke liye kuch faydey bhi hain  aur unka Gunaah unkey Nafaa se bahut bada hai
Al Quran, Al-Baqara, Ch. 2, Verse  219

Aayesha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam  ne farmaya Peeney ki wo har cheez jo Nasha laney wali ho wo Haram hai
Sahih Bukhari, Vol 1, No. 242
---------------------------------------------------------------------------

They ask you
  concerning alcoholic drink and gambling. Say: "In them is a great sin, and (some) benefit for men, but the sin of  them is greater than their benefit."
Al Quran, Al-Baqara, Ch. 2, Verse  219

Narrated Aisha Radi Allahu Anha The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam  said, "All drinks that produce intoxication are Haram (forbidden to drink).
Sahih Bukhari, Volume 1, Book 4, Number 243

Category

Total Pageviews