Search This Blog

Autoblog

Monday, September 15, 2014

Hadith: Momeen ek aant (intestine) se khata hai aur kaafir saaton (7) aantein(intestines) bhar leta hai.

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Momeen ek aant (
intestine) se khata hai aur kaafir saaton (7)  aantein(intestines) bhar leta hai.

Nafi  Radi AllahuAnhu se rivayat hai ki Ibn umar Radi Allahu Anhuma tab tak khana nahi khate the jab tak unke saath khane ke liye koi miskeen nahi laya jata ek baar mein unke saath khane ke liye ek shaksh ko laya usne bahut khana kha liya baad mein Ibn  umar ne kaha ki dobara is shaksh ko mere saath khane ke liye nahi lana , maine Nabee SallallahuAlaihi wasallam se suna hai ki Momeen ek aant (intestine) se khata hai aur kaafir saaton (7)  aantein(intestines) bhar leta hai.( yani bahut sara khata hai)

Sahih Bukhari, Vol 6, 5393
------------------------------------------------------

Narrated Nafi Radi AllahuAnhu  : Ibn 'Umar Radi Allahu Anhuma never used to take his meal unless a poor man was called to eat with him. One day I brought a poor man to eat with him, the man ate too much, whereupon Ibn 'Umar said, "O Nafi'! Don't let this man enter my house, for I heard the Prophet SallallahuAlaihi wasallam saying, "A believer eats in one intestine (is satisfied with a little food), and a kafir (unbeliever) eats in seven intestines (eats much food)."
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 65, No. 305: 

Category

Total Pageviews