Search This Blog

Autoblog

Tuesday, September 16, 2014

Hadith: Talbina (rawa, doodh or Shahad ka daliya) Mareez ke dil ko sukun pahuchata hai aur gam (sorrow) ko dur karta hai.

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Talbina (rawa, doodh or Shahad  ka daliya) Mareez ke dil ko sukun pahuchata hai aur gam (sorrow) ko dur karta hai.
---------------------------------------------
Aisha Radi Allahu Anha Beemar ke liye aur mayyat par Sog karne walon ke liye Talbina ( rawa, doodh or Shahad ka daliya) banaye ka hukm deti aur farmati ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam  ne farmaya Talbina Mareez ke dil ko sukun pahuchata hai aur gam (sorrow) ko dur karta hai.
Sahih Bukhari, Vol 7, 5689

---------------------------------------------


Aisha Radi Allahu Anha used to recommend At-Talbina ( a kind of food made with Barley,milk,honey ) for the sick and for such a person as grieved over a dead person. She used to say, "I heard ALLAH's Apostle Sallallahu Alaihi wasallam saying, 'At-Talbina gives rest to the heart of the patient and makes it active and relieves some of his sorrow and grief.' "
Sahih Bukhari, Book 71, No. 593

Category

Total Pageviews