Search This Blog

Autoblog

Friday, September 4, 2015

Hadith: usko bhi utna hi sawab denge jitna us shaksh ko mila hai jisne jamaat ke saath Namaz parhi


Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: usko bhi utna hi sawab denge jitna us shaksh ko mila hai jisne jamaat ke saath Namaz parhi

Abu hurairah Radi-Allahu-Anhu  se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam  ne farmaya jo shaksh achchi tarah wudhu  karke masjid ke liye nikle  aur jab wahan pahunche aur dekhe ki log Namaz se farig ho chuke hain (Yani jamaat ho chuki hain ) to Allah taala usko bhi utna hi sawab denge jitna us shaksh ko mila hai jisne jamaat ke saath Namaz parhi ho aur jamaat se namaz parh chukne walo ke ajar mein bhi kuch kami nahi hogi
Sunan Abu Dawud,  Vol 1, 562-Sahih
------------------
Narrated AbuHurayrah radi allahu anhu:
The Prophet Sallallhu-Alaihi-Wasallam said: whoever performs ablution, and performs his ablution perfectly, and then goes to the mosque and finds that the people had finished the prayer (in congregation), Allah will give him a reward like one who prayed in congregation and attended it; The reward of those who prayed in congregation will not be curtailed.

Sunan Abu Dawud,  Book 2, Hadith 564-Sahih

Category

Total Pageviews