Search This Blog

Autoblog

Saturday, September 5, 2015

Mafhum e hadith: Sazde mein Imam se pahle sir na uthaya karo


Bismillahirrahmanirrahim

Mafhum e hadith: Sazde mein Imam se pahle sir na uthaya karo

Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum  mein se jo shakhs imam se pahle sazde se sir uthaye kya wo is baat se nahi darta ki Allah subhanahu uska sir gadhe ke sir ki tarah kar de  ya uski surat gadhe ke jaisee bana de
Sunan Abu Dawud, Vol 1,  620-Sahih
--------------------------
Abu Hurairah reported the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said  Does he who raises his head while the Imam is prostrating not fear that Allah may change his head into a donkey’s or his face into a donkey’s face.
Sunan Abu Dawud,  Book 2, Hadith 623-Sahih


Category

Total Pageviews