Search This Blog

Category

Autoblog

Traffic

A visitor from Johannesburg viewed 'Hadith: Saat tarah ke log jinhe Q' 5 mins ago
A visitor from Chandigarh viewed 'Yateem ke sir par haath pherne ka' 6 mins ago
A visitor from Karachi viewed 'Hadith : Insaan usi ke saath hoga' 8 mins ago
A visitor from Karachi viewed 'Hadith : Tum mein se koi shakhs u' 8 mins ago
A visitor from Islamabad viewed 'Hadith: Farishte us ghar mein nah' 8 mins ago
A visitor from Akkampeta viewed '✦ : Hadith: Juma ko Surah Al-Kaha' 9 mins ago
A visitor from Japan viewed '✦ Mafhum-e-Hadith: Raaste mein ta' 10 mins ago
A visitor from Gansu viewed 'Hadith: Tum mein se pahle ke log' 11 mins ago
A visitor from Mumbai viewed 'Waldein (Parents)' 13 mins ago
A visitor from Riyadh viewed 'jo shakhs Rasool-Allah ﷺ par jhoo' 14 mins ago

Saturday, November 28, 2015

Hadith: Neik kaam karne mein itni hi takleef uthao jitni Taqat ho

Bismillahirrahmanirrahim 

Hadith: Neik kaam karne mein itni hi takleef uthao jitni Taqat ho


Aayesha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam se pucha gaya ki kaunsa amal Allah Subhanahu ke najdik ziyada pasand hai ? Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki jis par hameshgi ki jaye (yani constantaly kiya jaaye) chahey wo thoda hi ho, aur farmaya ki Neik kaam karne mein itni hi takleef uthao jitni Taqat ho
{Sahih Bukhari, Vol7, 646}



Abdullah bin Masood Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki mainey Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam se pucha ki Allah taala ki baargah mein kaunsa Amal ziyada Mehboob hai, Aap Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne faramaya apney waqt par namaz parhna, maine pucha iskey baad farmaya waldein ke saath neik suluq karna, mainey pucha iskey baad Aapney farmaya Allah ke raaste mein Jihad karna. 
{Sahih Bukhari, Vol 1, # 527} 
-----------------------------------
English Translation:

Narrated Aisha Radi Allahu Anha: The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam was asked, "What deeds are loved most by Allah?" He Sallallahu Alaihi Wasallam said, "The most regular constant deeds even though they may be few." and added, 'Don't take upon yourselves, except the deeds which are within your ability." 
{Sahih Bukhari, Vol 8, Book 76, No. 472}

Narrated 'Abdullah bin Masood Radi-Allahu-Anhu :I asked the Prophet Peace be upon him "Which deed is the dearest to Allah?" 
He replied, "To offer the prayers at their early stated fixed times." I asked, "What is the next (in goodness)?" He replied, "To be good and dutiful to your parents" I again asked, "What is the next (in goodness)?" He replied, 'To participate in Jihad (religious fighting) in Allah's cause." 
{Sahih Bukhari, Volume 1, Book 10, Number 505}

Total Pageviews

1,049,529