Search This Blog

Autoblog

Tuesday, May 21, 2019

Hadith: Rozedar ke munh ki Bu Allah ke nazdeek musk ki khushbu se bhi zyada pasandeeda aur pakeeza hai

Bismillahirrahmanirrahim

✦ Hadith: Rozedar ke munh ki Bu Allah ke nazdeek musk ki khushbu se bhi zyada pasandeeda aur pakeeza hai 
---------
✦ Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya  us zaat ki kasam jiske haath mein meri jaan hai Rozedar ke munh ki Bu Allah ke nazdeek musk ki khushbu se bhi zyada pasandeeda aur pakeeza hai 
Sahih Bukhari, Jild 3, 1894
---------
 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا  اس ذات کی قسم ! جس کے ہاتھ میں میری جان ہے روزہ دار کے منہ کی بو اللہ کے نزدیک کستوری کی خوشبو سے بھی زیادہ پسندیدہ اور پاکیزہ ہے 
صحیح بخاری ، جلد 3 ، 1894
---------
✦  रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया  उस ज़ात की कसम जिसके हाथ में मेरी जान है रोज़ेदर के मुँह की बू अल्लाह के नज़दीक मस्क की खुश्बू से भी ज़्यादा पसंदीदा और पाकीज़ा है 
सही बुखारी , जिल्द 3, 1894
---------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said By Him in Whose Hands my soul is, the smell coming out from the mouth of a fasting person is better in the sight of Allah than the smell of musk.
Sahih Bukhari, Book 31, No. 118

Category

Total Pageviews