Search This Blog

Autoblog

Sunday, December 9, 2012

Hadith: Logon ko malum ho jaye ki Isha aur Fajar ki namaz ka kitna sawab hai to ghaseet-tey huye ( by crawling) aana parhta to bhi aatey


Bismillah-Hirrahman-Nirrahim


Hadith: Logon ko malum ho jaye  ki Isha aur Fajar ki namaz ka kitna sawab hai to ghaseet-tey huye ( by crawling) aana parhta to bhi aatey


Ahu Hurairah Radi-Allahu-Anhu  se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya agar logon ko malum ho jaye ki adhan kahney aur namaz pahli saf mein parhney se kitna sawab milta hai to unkey liye Qurra dalney ke siwa aur koi chara baqi nahi rahta aur us par wo qurra andazi hi kartey aur agar logon ko malum ho jaye ki namaz ke liye jaldi aaney mein kitna sawab hai to uskey liye ek dusrey se aagey barhney ki koshish kartey , aur agar logon ko malum ho jaye  ki Isha aur Fajar ki namaz ka kitna sawab hai to ghaseet-tey huye ( by crawling) aana parhta to bhi aatey
Sahih Bukhari, Vol 1, 615

Narrated Abu Huraira Radi-Allahu-Anhu  Allah’s Apostle Sallallahu-Alaihi-Wasallam said, If the people knew the reward for pronouncing the Adhan and for standing in the first row (in congregational prayers) and found no other way to get that except by drawing lots they would draw lots, and if they knew the reward of the Zuhr prayer (in the early moments of its stated time) they would race for it (go early) and if they knew the reward of  Isha  and Fajr (morning) prayers in congregation, they would come to offer them even if they had to crawl.
Sahih Bukhari, Vol 1, Book 11, Number 589

Category

Total Pageviews