Search This Blog

Autoblog

Sunday, December 9, 2012

Mafhum-e-Hadith : Usey Qayamat ke din meri shafaat milegi jo Adhan sunkar ye kahey…


Bismillah-Hirrahman-Nirrahim

Mafhum-e-Hadith : Usey Qayamat ke din meri shafaat  milegi jo Adhan sunkar ye kahey…

Jabir bin Abdullah Radi-Allahu-Anhuma se rivayat hai ki Rasoollallah

Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya ki jo shaksh Adhan sunkar ye kahey

Allahumma Rabba hadhihi-d-dawatit-tammaa was-salatil qaimah, 
Aati Muhammadan Al-wasilata wal-fazilah, wabaathhu maqaman mahmudan-il-ladhi waadtah.
usey Qayamat ke din meri shafaat milegi


(Tarjumh: Eh mere Allah jo is sari pukar ka RAB hai, aur Qayam rahney wali namaz ka bhi RAB hai , Muhammad Sallallahu-Alaihi-Wasallam  ko Qayamat ke din waseela ata farma, aur Maqam e Mahmood par unka qayam farma, jiska tuney unsey wada kiya hai)
Sahih Bukhari,  Vol 1, 614

-----------------------------------------------------
Narrated Jabir bin  Abdullah Radi-Allahu-Anhuma Allah's Apostle Peace be upon him said, Whoever after listening to the Adhan says, 

Allahumma Rabba hadhihi-d-dawatit-tammaa was-salatil qaimah, Aati Muhammadan Al-wasilata wal-fadhilah, wabaathhu maqaman mahmudan-il-ladhi waadtah.

then intercession for me will be permitted for him on the Day of Resurrection.

(Dua Translation: O Allah! Lord of this perfect call and of the regular prayer which is going to be established! Kindly give Muhammad the right of intercession and superiority and send him  to the best and the highest place in Paradise which You promised him)

Sahih Bukhari, Book 11, #588

Category

Total Pageviews