Search This Blog

Autoblog

Tuesday, December 25, 2012

Al Quran : Kya tuney nahi dekha ki Allah aasman se pani utarta hai


Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Al Quran : Kya tuney nahi  dekha ki Allah aasman se pani utarta hai phir uskey zariye phal (fruits) nikalta hai jinkey Rang mukhtalif hotey hain , aur pahaadon mein kuch mukhtalif rangon ke hain, kuch safaid (whilte) kuch surkh(red) aur kuch siyah(black)  bhi  hain 

Aur isi tarah Aadmiyon aur zameen par chalney waley  jaanwaron aur chopayon ke bhi mukhtalif Rang hain beshaq Allah se iskey bando mein se Aalim (ilm waley) hi dartey hain Beshaq Allah ghalib (aur) bakhshney wala hai 
Al Quran  , Surah Fatir ( 35), Verse #27-28

------------------------------------ 
Al Quran : See you not that Allah sends down water (rain) from the sky, and We produce there with fruits of various colours, and among the mountains are streaks white and red, of varying colours and (others) very black.

And likewise of men and Ad-Dawabb [moving (living) creatures, beasts], and cattle, are of various colours. It is only those who have knowledge among His slaves that fear Allah. Verily, Allah is All-Mighty, Oft-Forgiving.
 Al Quran  , Surah Fatir ( 35), Verse #27-28 

Category

Total Pageviews