Search This Blog

Autoblog

Tuesday, December 25, 2012

Al Quran: Kya insaan ye samajhta hai ki wo yu hi chor diya jayega


Bismillah irrahman nirrahim

Al Quran: Kya insaan ye samajhta hai ki wo yu hi chor diya jayega

Kya insaan ye samajhta hai ki wo yu hi chor diya jayega (Yani  bina saza aur jaza ke ?)
Al Quran: Surah-Al Qiyama (75), Aayah 36

kya tum khayal kartey ho ki jannat mein dakhil ho jaogey haalanki tumhey wo (halat) nahi pesh aaye jo un logon ko pesh aaye they jo tumse pahley ho ghuzrey hain, unhey takleef aur sakhti pahunchi aur hila diye gaye yahan tak ki Rasool aur jo unkey saath imaan laye they bol uthey ki Allah ki madad kab hogi suno beshaq Allah ki madad qareeb hai
Al Quran: Surah Baqra (2), verse 214
---------------------------------------------------------
English Translation:
Does man think that he will be left neglected
(without being punished or rewarded for the obligatory duties enjoined by his Lord Allah on him)?
Al Quran:Surah-Al Qiyama (75), Aayah 36

Do you think that you shall enter the Garden (of bliss) without such (trials) as came to those who passed away before you? they encountered suffering and adversity, and were so shaken in spirit that even the Messenger and those of faith who were with him cried: "When (will come) the help of Allah." Ah! Verily, the help of Allah is (always) near!"
Al Quran: Surah Baqra (2), verse 214


Category

Total Pageviews