Search This Blog

Autoblog

Tuesday, December 25, 2012

Al Quran: Mera Rab wo hai jo Suraj ko mashrik(east) se nikalta hai


Bismillah irrahman nirrahim

Al Quran: Mera Rab wo hai jo Suraj ko mashrik(east) se nikalta hai

Kya tuney us shaksh ko nahi dekha jisney Ibrahim se uskey Rab ke liye jhagda kiya kyunki Allah ne usko sultanut di thi, Jab Ibrahim ne kaha ki Mera Rab wo hai jo zinda karta hai aur maarta hai usney kaha ki main bhi zinda karta hu aur maarta hun , ibrahim ne kaha ki Beshaq Allah Suraj ko mashriq (east) se lata hai tu usey maghrib se le aa , Tab wo kaafir hairan rah gaya aur Allah be insaafon ko seedhi Raah nahi dikhata.
Al-Baqara, Chapter #2, Verse #258
---------------------------------------------
Have you not looked at him who disputed with Ibrahim (Abraham) about his Lord (Allah), because Allah had given him the kingdom? When Ibrahim (Abraham) said (to him): "My Lord (Allah) is He Who gives life and causes death." He said, "I give life and cause death." Ibrahim (Abraham) said, "Verily! Allah brings the sun from the east; then bring it you from the west." So the disbeliever was utterly defeated. And Allah guides not the people, who are Zalimun (wrong-doers).
Al-Baqara, Chapter #2, Verse #258

Category

Total Pageviews