Search This Blog

Autoblog

Tuesday, November 8, 2016

✦ Islamic Quiz-45✦

 Islamic Quiz-45

Sawal: Wo kaunse Nabee hain jinko Allah subhanahu ne budhape mein beta ata farmaya jabki unki biwi baanjh thi ?
A. Harum alaihi salam
B. Zakariya Alaihi salam
C. Yahya alaihi salam
D. Nooh alaihi salam
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
------------------------
Quiz: What was tha name of that Prophet to whom Allah gave a son in his very old age and even his wife was barren ?

A. Harum alaihi salam
B. Zakariya Alaihi salam
C. Yahya alaihi salam
D. Nooh alaihi salam
E. None of the above
F. I want to know

  
  

Sahi jawab B
---------------
Al Quran: Zakriya Alaihi salam ne apne RABB se dua ki kaha Eh mere RABB mujhe apne pass se pakiza aulad ata farma beshak tu dua ko sunne wala hai, Phir farishto ne usko aawaz di jab wo hujre ke andar namaz mein khade they ki beshak Allah tujhko yahya ki khushkhabri deta hai jo Allah k ek hukm ki gawahi dega aur sardar hoga aur aurat ke pass na jayega aur salehin mein se hoga
(Unhone farmaya) Eh mere RABB mere ladka kaha se hoga halanki main budhape ko pahunch chukka hu aur meri biwi baanjh hai, farmaya Allah isee tarah jo chahta hai karta hai
Surah Aal-e-Imran (3), Verse 38 -40
-----------------------------
Answer B
Al Quran : At that time Zakariya (Alaihi salam) invoked his Lord, saying: "O my Lord! Grant me from You, a good offspring. You are indeed the All-Hearer of invocation."     
 Then the angels called him, while he was standing in prayer in Al-Mihrab (a praying place or a private room), (saying): "Allah gives you glad tidings of Yahya (John), confirming (believing in) the word from Allah , noble, keeping away from sexual relations with women, a Prophet, from among the righteous."   
He said: "O my Lord! How can I have a son when I am very old, and my wife is barren?" (Allah) said: "Thus Allah does what He wills."

Surah Aal-e-imran (3) , verse 38-40

Category

Total Pageviews