Search This Blog

Autoblog

Tuesday, November 8, 2016

✦ Islamic Quiz-59✦

 Islamic Quiz-59

Sawal: Wo kaunsa kaam hai jisko karne se insan ki umar bhi lambi hoti hai aur rizq bhi bada diya jata hai?
A. Yateem aur Miskeen ki parwarish karna 
B. Tahajjud ki Namaz padhna
C. Ramzan ke Roze rakhna
D. Rishtedaro ke saath achcha suluk karna 
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
--------------------
Whats is that work, by which Allah increase the life and Rizq (sustences) of the person?

A. Look after the orphan and widow
B. Praying tahajjud prayer
C. Fasting of Ramazan
D. keep good relations with relatives
E. None of the above
F. I want to know


D. Rishtedaro ke saath achcha suluk karna 
-------------
Hadith: Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jo ye chahe ki uski rozi bad jaye aur uski umar lambi ho jaye usko  chahiye ki sila-rahmi (rishteydaron ke saath achcha suluq) karey. 
Sahih Bukhari, Vol 7, 5985 
-------------------

Answer D. keep good relations with relatives
Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu : I heard Allah's Apostle Sallallahu Alaihi wasallam saying, Who ever is pleased that he be granted more wealth and that his lease of life be pro longed, then he should keep good relations with his Kith and kin(relatives) 
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 14

Category

Total Pageviews