Search This Blog

Category

Autoblog

Traffic

A visitor from Karachi viewed '✦ Al Quran: Kah do ! Eh Mere Band' 3 mins ago
A visitor from Pune viewed 'Hadith: Dhoka Dene walo ke liye Q' 4 mins ago
A visitor from Monaco viewed 'Tauba ki taufiq hasil karne ki du' 5 mins ago
A visitor from Karachi viewed 'Al Quran : Agar tum Shukar karoge' 6 mins ago
A visitor from Guangxi viewed 'Al Quran: jab Jumaa ke din namaz' 9 mins ago
A visitor from Mumbai viewed 'Sahih Muslim' 9 mins ago
A visitor from Karachi viewed 'Hadith: Aurat pasli ki tarah hai,' 12 mins ago
A visitor from Lahore viewed 'Al Quran : Har Jandar ko maut Ka' 12 mins ago
A visitor from Haryana viewed 'Azab (Punishment)' 20 mins ago
A visitor from Johannesburg viewed '✦ Al Quran : Jab main Beemar hota' 20 mins ago

Tuesday, November 8, 2016

✦ Islamic Quiz-70✦

 Islamic Quiz-70

Sawal: Allah subhanahu se ye kisne kaha tha ki

Eh mere RABB mujhko dikha ki tu murdon ko kaise zinda karega ?

A. Musa alaihi salam
B. Eesa alaihi salam
C. Ibrahim Alaihi salam
D. Nooh Alaihi salam
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
 
------------------
Quiz : Who said to Allah subhanahu that
My Lord ! Show me how You give life to the dead ?
A. Musa alaihi salam
B. Eesa alaihi salam
C. Ibrahim Alaihi salam
D. Nooh Alaihi salam
E. None of the above
F. I want to know


Sahi Jawab  C

---------
Aur Jab Ibrahim (Alaihi salam) ne kaha ki Eh mere RAB mujhko dikha ki tu murdon ko kaisey zinda karega, ALLAH ne farmaya ki kya tumhey yaqeen nahi hai ? Farmaya ki kyu nahi lekin mein isliye dekhna chahta hun ki mere Dil ko itminan ho jaye, ALLAH ne farmaya ki chaar (4) udney waley jaanwar (parindey) pakad kar apney paas mangwa le (aur tukdey tukdey kar de aur) phir unka ek ek tukda har ek pahaad par rakh de phir usko bula to wo tumharey pass chaley aayengey aur jaan lo ki Beshak ALLAH zabardast hikmat wala hai
Al Quran, Al-Baqara, Verse #260
----------------------------
Correct Answer C


When Ibrahim (Abraham) said, "My Lord! Show me how You give life to the dead." He (ALLAH) said: "Do you not believe?" He [Ibrahim (Abraham)] said: "Yes (I believe), but to be stronger in Faith." He said: "Take four birds, then cause them to incline towards you (then slaughter them, cut them into pieces), and then put a portion of them on every hill, and call them, they will come to you in haste. And know that ALLAH is All-Mighty, All-Wise." 
Al Quran : Al-Baqara (2) , #260

Total Pageviews

1,049,631