Search This Blog

Autoblog

Tuesday, November 8, 2016

✦ Islamic Quiz-78✦


 Islamic Quiz-78

Sawal: Inmein se wo kaunsi Surah hai jismein Allah subhanahu ne shuru ki aayto mein ek ke baad 11 Qasmein li hain ?
A. Surah Fajar
B. Surah Al Lail
C.Surah As-Shams
D. Surah Ad-Duha
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai

------------------------
Quiz: In which Surah Allah swear (or take oath) 11 times one after another ?
A. Surah Fajar
B. Surah Al Lail
C.Surah As-Shams
D. Surah Ad-Duha
E. I want to know

Sahi Jawab C
-----------------

وَالشَّمْسِ وَضُحَاهَا
وَالْقَمَرِ إِذَا تَلَاهَا
وَالنَّهَارِ إِذَا جَلَّاهَا
وَاللَّيْلِ إِذَا يَغْشَاهَا
وَالسَّمَاءِ
 وَمَا بَنَاهَا
وَالْأَرْضِ
 وَمَا طَحَاهَا
وَنَفْسٍ
 وَمَا سَوَّاهَا
Surah Ash-Shams (91) , Verse 1-7
------------------------

Suraj ki kasam
aur uski roshni ki
Aur chand ki jab uske peeche nikle
Aur din ki jab usko chamka de
Aur raat ki jab usko daank le
Aur aasman ki
Aur jisne usko banaya
Aur zameen ki
Aur jisne usko bichaya
Aur jaan ki
Aur jisne usko durast kiya
------------------
Answer C

 By the sun and
 its brightness.
 By the moon as it follows it (the sun).
By the day as it shows up (the sun's) brightness.
By the night as it conceals it (the sun).
By the heaven and
Him Who built it.
By the earth and
Him Who spread it.
By Nafs (Adam or a person or a soul),
 and Him Who perfected him in proportion;
Surah Ash-Shams (91) , Verse 1-7

Category

Total Pageviews