Search This Blog

Autoblog

Tuesday, November 8, 2016

✦ Islamic Quiz-71✦

 Islamic Quiz-71

Sawal: Lut alaihi salam ki qaum ki taraf Azab nazil karne ke liye jo farishte bheje gaye they wo pahle Lut alaihi salam se milne se pahle kaunse nabi ke waha mehman banker ruke they ?
A. Ibrahim Alaihi salam
B. Yaqub Alaihi salam
C. Ayyub Alaihi salam
D. Musa Alaihi salam
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai


Quiz : There were some angles who were sent to punish the people of Lut, at whose home those angles  stayed before meeting Lut alaihi salam ?
A. Ibrahim Alaihi salam
B. Yaqub Alaihi salam
C. Ayyub Alaihi salam
D. Musa Alaihi salam
E. None of the above
F. I want to know


Sahi Jawab A. Ibrahim Alaihi salam

Al Quran : Aur hamare farishte Ibrahim alaihi salam ke paas basharat lekar aaye to salam kaha unhone bhi (jawab mein) salam kaha , abhi kuch der bhi nahi huyee thi ki ( Ibrahim alaihi salam) ek bhuna hua (gaay ka) bachda le aaye , jab dekha ki un(mehmano) ke haath jhane ki taraf nahi bad rahe (yani wo khana nahi khate) to unko ajnabi samajh kar dil mein khauff kiya , (farishto ne) kaha ki khauff na kijiye , ye hum Qaum e loot ki taraf (azab dene ke liye) bheje gaye hain

Surah Hud, Verse 69-70

---------------
Answer A Ibrahim Alaihi salam

Al Quran :  And verily, there came Our messengers (angels) to Ibrahim (Abraham) with glad tidings. They said: Salam (greetings or peace!) He answered, Salam (greetings or peace!) and he hastened to entertain them with a roasted calf.  
But when he saw their hands went not towards it (the meal), he mistrusted them, and conceived a fear of them. They said: "Fear not, we have been sent against the people of Lut (to punish them)"

Surah Hud, Verse 69-70

Category

Total Pageviews