Search This Blog

Autoblog

Tuesday, November 8, 2016

✦ Islamic Quiz-63✦


 Islamic Quiz-63

Sawal:  Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam kis waqt ye dua Parha karte the ?
لا إله إلا الله العظيم الحليم ،لا إله إلا الله رب السموات و الارض ،  و رب العرش العظيم
La ilaha illallahul-Azim- al-Halim, La ilaha illallahu Rabbus-samawati wal-ard wa Rabbul-arshil-Azim
A. Jung ke waqt
B. Pareshani ke waqt
C. Safar ke waqt
D. Mareez ki Ayadat ke waqt
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
---------------------------
Quiz : At Which time the Prophet Peace be upon him used to recite below dua ?
لا إله إلا الله العظيم الحليم ،لا إله إلا الله رب السموات و الارض ،  و رب العرش العظيم
La ilaha illallahul-Azim- al-Halim,
La ilaha illallahu Rabbus-samawati wal-ard wa Rabbul-arshil-Azim
A. At the time of battle
B. At the time of distress
C. At the time of journey
D. At the visiting to the sick person
E. None of the above
F. I want to know

Sahi Jawab B
-----------------
Ibn Abbas Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  pareshaani ke waqt ye dua Parha karte they:
لا إله إلا الله العظيم الحليم ،لا إله إلا الله رب السموات و الارض ،  و رب العرش العظيم
La ilaha illallahul-Azim- al-Halim,
La ilaha illallahu Rabbus-samawati wal-ard wa Rabbul-arshil-Azim,"
Dua tarjuma: ALLAH ke siwa koi Maabud nahi jo bahut Azmat wala hai, bardbar hai
ALLAH ke siwa koi Maabud nahi jo Aasmano aur zameen ka RAb hai aur Arsh-Azeem ka RAB hai
Sahih Bukhari, Vol 7, 6345

Answer B

Narrated Ibn Abbas Radhi Allahu Anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam used to invoke ALLAH at the time of distress, saying,
"La ilaha illal-lahu al-'Azim, al-Halim,
La ilaha illal-lahu Rabbu-s-samawati wal-ard wa Rabbularshilazim,"

Sahih Bukhari, Vol 8, Book 75, No. 356:

Category

Total Pageviews