Search This Blog

Autoblog

Friday, March 27, 2015

ALLAH Subhanahu ne Insaan ke liye Zina ka koi na koi hissa likh diya hai, jis se use Guzarna hi hai

Bismillahirrahmanirrahim

Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ALLAH Subhanahu ne Insaan ke liye Zina ka koi na koi hissa likh diya hai, jis se use Guzarna hi hai, Aankh ka Zina ( gair mahram) ko dekhna hai, Zuban ka Zina Gair Mahram se Guftgu(baat) karna hai, Dil ka zina khwahish aur Shahwat hai aur Sharmgaah iski tasdeeq karti hai ya ise jhutla deti hai
Sahih Bukhari, Vol 8, 6612
---------------------------------------------

Narrated Ibn Abbas Radhi allahu anhu : Abu Huraira Radhi Allahu Anhu said from the Prophet, who said, "ALLAH has written for the son of Adam his inevitable share of adultery whether he is aware of it or not: The adultery of the eye is the looking (at something which is sinful to look at), and the adultery of the tongue is to utter (what it is unlawful to utter), and the innerself wishes and longs for (adultery) and the private parts turn that into reality or refrain from submitting to the temptation."
Sahih Bukhari, Volume 8, Book 77, Number 609: 

Category

Total Pageviews