Search This Blog

Autoblog

Friday, March 27, 2015

Hadith: jo shaksh Quran majeed baar bara parhta hai aur phir bhi wo uske liye dushwar hai to use do guna sawab milega

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: jo shaksh Quran majeed baar bara parhta hai aur phir bhi wo uske liye dushwar hai to use do guna sawab milega

Aisha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  ne farmaya us shaksh ki misaal jo Quran parhta hai aur wo uska hafiz bhi hai , mukarram aur neik likhne wale (farishton)  jaisee hai , aur jo shaksh Quran majeed baar bara parhta hai aur phir bhi wo uske liye dushwar hai to use do guna sawab milega
Sahih Bukhari, Vol 6, 6937
 -----------------------------------------------
Narrated Aisha Radi Allahu Anha: The Prophet  Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "Such a person as recites the quran and masters it by heart, will be with the noble righteous scribes (in Heaven). And such a person exerts himself to learn the quran by heart, and recites it with great difficulty, will have a double reward."
 Sahih Bukhari, Book #60, Hadith #459

Category

Total Pageviews