Search This Blog

Autoblog

Friday, March 27, 2015

Hadith: Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ki chandi ki Angoothi….

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  ki chandi ki Angoothi….

Abdullah bin Umar Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  ne chandi ki ek angoothi banayee wo aapke haath mein thi, phir Abu Bakr Radhi Allahu Anhu ke haath mein rahi, phir Umar  Radhi Allahu Anhu ke haath mein rahi phir uthman Radhi Allahu Anhu ke haath mein rahi phir unke haath se aris ke kuwe mein gir gayee us angoothi par “Muhammad Rasool ALLAH” likha hua tha
Sahih Muslim, 5476

Anas bin Malik Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki  Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne logon se farmaya  ki maine ek angoothi banwayee hai chandi ki aur usmein “Muhammad Rasool ALLAH” khudwaya hai to koi apni angoothi mein ye na khudwaye.
Sahih Muslim, 5478
 ---------------------------------------------------
 Eng. Translation:

Hadith: The Silver ring of prophet Muhammad Sal-Allahu Alaihi Wasallam

Ibn Umar Radhi Allahu Anhu reported that ALLAH's Messenger (may peace be upon him) had made for himself a ring of silver, and he (wore it in his finger). then it was in Abu Bakr's Radhi Allahu Anhu  finger. then it was in'Umar's Radhi Allahu Anhu finger. then it was in 'Uthman's Radhi Allahu Anhu  finger. until it fell into the well of Aris and it had these words engraved upon it “Muhammad Rasool ALLAH” 
Sahih Muslim, Book 024, Number 5212:


Anas b. Malik Radhi Allahu Anhu reported that ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam said to the people I have got made a ring of silver and engraved in it (these words) “Muhammad Rasool ALLAH” So none should engrave these (words) like this engravement.
Sahih Muslim, Book 024, Number 5214:

Category

Total Pageviews