Search This Blog

Category

Autoblog

Tuesday, October 9, 2012

Hadith: Hasad sirf do baton mein jayaz hai


Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Hadith: Hasad sirf do baton mein jayaz hai

'Abdullah bin Mas'ud Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallahu Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya hasad sirf do baton mein jayaz hai ek to us shkash ke baarey mein jisey allah taala ne daulat di ho aur wo us daulat ko raah-e-haq mein kharch karey aur (dusra) us shkash ke baarey mein jisey allah taala ne hikmat di ho aur wo uskey jariye faisley karta ho aur logo ko uski taalim deta ho
Sahih Bukhari, Ilm ka Bayan ,73

Narrated 'Abdullah bin Mas'ud Radiallahu anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Do not Envy,  except in two cases. (The first is) A person, whom Allah has given wealth and he spends it righteously; (the second is) the one whom Allah has given wisdom (the Holy Qur'an) and he acts according to it and teaches it to others 
Sahih Bukhari, Vol 1, Book 3, No. 73: 

Total Pageviews