Search This Blog

Category

Autoblog

Tuesday, October 9, 2012

Mafhum-e-Hadith: Tauba aur Astigfar ki ahmiyat


 Bismillah ir rahman nirahim

Mafhum-e-Hadith: Tauba ki ahmiyat

استغفر الله الذي لا إله إلا هو الحي القيوم وأتوب إليه
Astaghfirullah Allazi La ilaha illa Huwal Hayyul Qayyum wa Atubu ilayh
  
Abu Huraira Radi allahu anhu  se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya tum mein se jab koi tauba ( Astigfar)  karta hai  to Allah taala us sey itna ziyada khush hota hai jitna koi tum mein se apna ghuma hua janwar (camel) paaney se khush hota hai.
Sahih Muslim , Vol6, 6953
 --------------------------------------------------------------
Abu Huraira Radi allahu anhu  reported Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying: Allah is more pleased with the repentance of His servant when he turns penitently towards Him than one of you would be on finding the lost camel.
Sahih Muslim Book 037, Number 6611

Total Pageviews