Bismillah-Hirrahman-Nirrahim
Mafhum-e-Hadith: Allah ki baargah mein Ziyada Mehboob Amal
Abdullah
bin Masood Radi-Allahu-Anhu se rivayat
hai ki mainey Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam se pucha ki Allah taala ki
baargah mein kaunsa Amal ziyada Mehboob hai, Aap Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne
faramaya apney waqt par namaz parhna, maine pucha iskey baad farmaya waldein ke
saath neik suluq karna, mainey pucha iskey baad Aapney farmaya Allah ke raastey
mein Jihad karna.
Sahih Bukhari, Vol 1, # 527
Narrated 'Abdullah bin Masood Radi-Allahu-Anhu :I asked the Prophet Peace be upon him "Which deed is the dearest to
Allah?" He replied, "To offer the prayers at their early stated fixed
times." I asked, "What is the next (in goodness)?" He replied,
"To be good and dutiful to your parents" I again asked, "What is
the next (in goodness)?" He replied, 'To participate in Jihad (religious
fighting) in Allah's cause." Sahih Bukhari, Vol 1, # 527
Sahih Bukhari, Volume 1, Book 10, Number 505: