Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Hadith: khana khilao aur Salam karo jisko pahchantey ho
usko bhi aur jisko na pahchantey ho usko bhi
Narrated 'Abdullah bin 'Amr Radiallahu anhu : A man asked
the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam , "What sort of deeds or (what
qualities of) Islam are good?" The Prophet replied, 'To feed (the poor)
and greet those whom you know and those whom you do not Know
Sahih Bukhari , Vol 1, Book 2, No. 11
--------------------------------------------------------------------
Abdullah bin 'Amr Radiallahu anhu se rivayat hai ki Ek aadmee ne Rasoollallahu Sallallahu
Alaihi Wasallam se pucha kaunsa islam bahtar hai farmaya ki tum khana khilao
aur Salam karo jisko pahchantey ho usko bhi aur jisko na pahchantey ho usko
bhi.
Sahih Bukhari, iman ka Bayan (12)