Search This Blog

Category

Autoblog

Sunday, October 14, 2012

Hadith >> Jaha tak uski (Muadhdhin ki) aawaz jati hai uskey liye tamam khush aur tar cheezain gawah ban jati hai

Bismillah-Hirrahman-Nirrahim
 
Hadith >> Jaha tak uski (Muadhdhin ki) aawaz jati hai uskey liye tamam khush aur tar cheezain gawah ban jati hai
 

Abu huraira Radi-Allahu-Anhu  se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya Muadhdhin ( Azan dene wala) bakhsh diya jata hai jaha tak uski aawaz jati hai uskey liye tamam khush aur tar cheezain gawah ban jati hai. Aur Namaz ( ki jamaat) mein aaney waley ke liye 25 Namazon ka sawab likha jata hai aur ek Namaz se dusri Namaz tak ke gunaah maaf kar diye jatey hain 
Sunan Abu Dawud, Vol 1, # 513
--------------------------------------------------------------
Narrated Abu Hurayrah Radi-Allahu-Anhu The Prophet  peace_be_upon_him said: The mu'adhdhin will receive forgiveness to the extent to which his voice reaches, and every moist and dry place will testify on his behalf; and he who attends (the congregation of) prayer will have twenty-five prayers recorded for him and will have expiation for sins committed between every two times of prayer.
Sunan Abu Dawud, Vol 1, Book 2, Number 0515

Total Pageviews