Search This Blog

Category

Autoblog

Tuesday, October 2, 2012

Hadith: log Jahilo ko sardar bana lengey un jahilon se sawalat kiye jayengey aur wo bagair ilm ke fatwa dengey


Bismillah-Hirrahman-Nirrahim

 Hadith: log Jahilo ko sardar bana lengey un jahilon se sawalat kiye jayengey aur wo bagair ilm ke fatwa dengey  

Abdullah bin Amr bin Al Aas Radi Allahu Anhu  se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam  ne farmaya  Allah subhanahu ilm ko is tarah nahi uthayega ki usey logon se cheen liya jaye bulki ulma ko qabz karney ke saath ilm ko qabz farmayengey  jab kisi Aalim ko Allah baqi nahi rakhega to log Jahilo ko sardar bana lengey un jahilon se sawalat kiye jayengey aur wo bagair ilm ke fatwa dengey   wo khud bhi gumraah hongey aur dusron ko bhi gumrah karengey
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 52
 (Sahih)
---------------------------------------------------------------
Narrated Abdullah bin Amr bin Al Aas that the Messenger of ALLAH Peace be upon him said: 'ALLAH will not take away knowledge by removing it from people (from their hearts). Rather He will take away knowledge by taking away the scholars, then when there will be no scholars left, the people will take the ignorant as their leaders. They will be asked questions and they will issue verdicts without knowledge, thus they will go astray and will lead others astray.'”

Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 52 (Sahih)

Total Pageviews