Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Mafhum-e-hadith: Waseele ke zariye dua
أَنَّ عُمَرَ بْنَ الْخَطَّابِ ـ رضى الله عنه ـ
كَانَ إِذَا قَحَطُوا اسْتَسْقَى بِالْعَبَّاسِ بْنِ عَبْدِ الْمُطَّلِبِ
فَقَالَ اللَّهُمَّ إِنَّا كُنَّا نَتَوَسَّلُ إِلَيْكَ بِنَبِيِّنَا فَتَسْقِينَا
وَإِنَّا نَتَوَسَّلُ إِلَيْكَ بِعَمِّ نَبِيِّنَا فَاسْقِنَا.
قَالَ فَيُسْقَوْنَ
Anas bin malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki jab kabhi hazrat Umar
Radi Allahu Anhu ke zamaney mein Qahat parhta to Umar Radi Allahu Anhu Hazrat
Abbas bin Abdul Mutlib ke waseeley se dua kartey aur farmatey ki Eh Allah
Pahley hum tere pass tere Nabee Sallallahu Alaihi Wasallam ka waseela laya kartey
they to tu paani barsata tha ab hum apney Nabee Sallallahu Alaihi Wasallam ke
chacha ko waseela banate hain to tu hum par pani barsa Anas Radi Allahu Anhu
ne kaha ki phir barish khub barasti
Sahih Bukhari, vol 2, 1010
-------------------------------------------------------------------------
Narrated Anas Radi Allahu Anhu :Whenever drought
threatened them, 'Umar bin Al-Khattab, used to ask Al-Abbas bin 'Abdul Muttalib
to invoke Allah for rain. He used to say, "O Allah! We used to ask our
Prophet Peace be upon him to invoke You
for rain, and You would bless us with rain, and now we ask his uncle to invoke
You for rain. O Allah ! Bless us with rain."And so it would rain.