Bismillah-Hirrahman-Nirrahim
Mafhum-e-Hadith:
Wudhu sahi na honey par wudhu aur namaz ko dohraney ka hukm……..
Ek
sahabi radi Alllahu anhu rivayat kartey hain hai ki Rasoollallah
Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne ek shaksh ko namaz parhtey huye dekha uskey paaw
mein ek Dirham ke barabar jagah sukhi rah gayee thi to AAP sallAlllahu alaihi
wasallam ne usko wudhu aur Namaz ke lotaney ka hukm diya
Sunan
Abu Dawud, Vol 1, 175
--------------------------------------------------------------------------------
--------------------------------------------------------------------------------
Mafhum-e-Hadith:
If ablution ( Wudhu) is not proper then repeat the ablution and prayer
Narrated
Some Companions of the Prophet may ALLAH be pleased with him : The Prophet
Peace be upon him saw a person offering
prayer, and on the back of his foot a small part equal to the space of a dirham
remained unwashed; the water did not reach it. The Prophet peace_be_upon_him commanded him to repeat the ablution and prayer.
Sunan Abu Dawud, Book 1, Number 0175:
Sunan Abu Dawud, Book 1, Number 0175: