Search This Blog

Category

Autoblog

Thursday, October 4, 2012

Hadith: Allah subhanahu us shaksh ki taraf nazar-e-Rahmat nahi karega jo apna kapda takabbur aur Gurur ki sabab se Zameen par Ghaseet kar chalta hai


Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Hadith: Allah subhanahu us shaksh ki taraf nazar-e-Rahmat nahi karega jo apna kapda takabbur aur Gurur ki sabab se Zameen par Ghaseet kar chalta hai

Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam  ne farmaya Allah subhanahu us shaksh ki taraf nazar-e-Rahmat nahi karega jo apna kapda takabbur aur Gurur ki sabab se Zameen par Ghaseet kar chalta hai
Sahih Bukhari, Vol 7, 5783

Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam
  ne farmaya Allah subhanahu us shaksh ki taraf nazar bhi nahi  karega jo apna kapda takabbur aur Gurur ki sabab se Zameen par Ghaseet kar chalta hai hazrat Abu Bakr Radi Allahu Anhu se Arz kiya Ya Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam  mere tahband ka ek hissa kabhi latak jata hai magar ye ki khas taur par iska khyal rakhu , Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne ffarmaya tum un logon mein se nahi ho jo Aisa takabbur se kartey hainSahih Bukhari, Vol 7, 5784

Abu Hurairah Radi allaho anho se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Tahband (kapdey) ka jo hissa Takhno se neechey ho wo Jahannam mein hoga
Sahih Bukhari, Vol7, 5787
-----------------------------------------------------
Narrated 'Abdullah bin 'Umar Radi Allahu Anhu : Allah's Apostle said, 'Allah will not look at the person who drags his garment (behind him) out of conceit.'' 
Sahih Bukhari, Volume 7, Book 72, Number 674:

Narrated 'Abdullah bin 'Umar Radi Allahu Anhu  The Prophet said Allah will not look, on the Day of Resurrection at the person who drags his garment (behind him) out of conceit. On that Abu Bakr said, "O Allah's Apostle! One side of my Izar hangs low if I do not take care of it." The Prophet said, 'You are not one of those who do that out of conceit."
Sahih Bukhari, Volume 7, Book 72, Number 675:
Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "The part of an Izar which hangs below the ankles is in the Fire."
Sahih Bukhari, Book 
72, Hadith 
678

Total Pageviews