Search This Blog

Category

Autoblog

Thursday, October 4, 2012

Mafhum-e-Hadith : 10 ghulam aazad , 100 nekiyan aur 100 buraiiyan khatam aur Shaitan se Hifazat Mafhum-e-Hadith : 10 ghulam aazad , 100 nekiyan aur 100 buraiiyan khatam aur Shaitan se Hifazat


Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Mafhum-e-Hadith : 10 ghulam aazad , 100 nekiyan aur  100 buraiiyan khatam aur Shaitan se Hifazat

Abu Huraira Radi allaho anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihey wasallam ne farmaya jo shaksh kahey 

لا اِلهَ اِÙ„َّا اللّÙ‡ُ ÙˆَØ­ْدَÙ‡ُ لا Ø´َرِيكَ Ù„َÙ‡ُ ، Ù„َÙ‡ُ الْÙ…ُÙ„ْÙƒُ Ùˆَ Ù„َÙ‡ُ الْØ­َÙ…ْدُ Ùˆَ Ù‡ُÙˆَ عَÙ„َÙ‰ ÙƒُÙ„ِّ Ø´َÙŠْØ¡ٍ Ù‚َدِيرٌ

LA iLAHA iLLALLAHU Wahdahu La sharika lahu , lahul mulku, wa lahul Hamdu wa huwa ala kulli shay een Qadeer.

Ek din mein 100 baar to usko utna sawab hoga jaisey  10 ghulam aazad kiye aur 100 nekiyan uski likhi jayegi aur  100 buraiiyan uski mita di jayegi aur  Shaitaan se usko bacha liya jayega din bhar shaam tak aur  Koi shaksh us din us sey behtar amal nahi layega magar jo us sey ziyada amal karey ( yani tasbeeh 100 se jiyada padey) aur  jo shkash Subhanallahey wa behamdehi din mein 100 baar kahey uskey gunaah mita diye jaynegey chahey samundar ke jhaag ke barabar ho.
Sahih Muslim, Vol6, 6842

English Translation :
Hadith: Safeguard against the Satan on this day till evening
Abu Huraira Radi allaho anhu reported Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying: He who uttered these words:"
لا اِلهَ اِÙ„َّا اللّÙ‡ُ ÙˆَØ­ْدَÙ‡ُ لا Ø´َرِيكَ Ù„َÙ‡ُ ، Ù„َÙ‡ُ الْÙ…ُÙ„ْÙƒُ Ùˆَ Ù„َÙ‡ُ الْØ­َÙ…ْدُ Ùˆَ Ù‡ُÙˆَ عَÙ„َÙ‰ ÙƒُÙ„ِّ Ø´َÙŠْØ¡ٍ Ù‚َدِيرٌ
There is no god but Allah, the One, having no partner with Him. Sovereignty belongs to Him and all the praise is due to Him, and He is Potent over everything"

( LA iLAHA iLLALLAHU  Wahdahu La sharika lahu , lahul mulku, wa lahul Hamdu wa huwa ala kulley shay een Qadeer.)
 One hundred times every day there is a
 reward of emancipating ten slaves for him, and There are recorded hundred virtues to his credit, and hundred vices are blotted out from his scroll, and That is a safeguard for him against the Satan on that day till evening and
No one brings anything more excellent than this, except one who has done more than this (who utters these words more than one hundred times and does more good acts)
and he who utters:" Subhanallahey wa behamdehi one hundred times a day, his sins are obliterated even if they are equal to the extent of the foam of the ocean.
Sahih Muslim Book 035, Number 6508: 

Total Pageviews