Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Hadith: Mujh par jhoot bolney wala Jahnamma mein jayega
Hazrat Ali Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki mujh par jhooth na bolo kyunki jo mujh par jhoot boley wo Dozakh mein dakhil hoga.
Salama Radiallahu anha se rivayat hai ki Rasoollallahu Sallallahu Alaihi
Wasallam ne farmaya ki jo shaksh mere naam se wo baat bayan karey jo mainey
nahi kahi to wo apna thikana jahannam mein bana le.
Sahih Bukhari, Ilm ka Bayan,106,109
------------------------------------------------------------------------------------
Sahih Bukhari, Ilm ka Bayan,106,109
------------------------------------------------------------------------------------
Narrated 'Ali Radiallahu anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam
said, "Do not tell a lie against me for whoever tells a lie against me
(intentionally) then he will enter in Hell-fire."
Narrated Salama Radiallahu anha: I heard the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam saying, "Whoever (intentionally) ascribes to me what I have not said then (surely) let him occupy his seat in Hell-fire."
Sahih Bukhari, Vol 1, Book 3, No. 106,109