Search This Blog

Category

Autoblog

Tuesday, October 9, 2012

Mafhum-e-Hadith: Sachchey dil ke saath raah e khuda mein apney marney ki dua


Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Mafhum-e-Hadith: Sachchey dil ke saath raah e khuda mein apney marney ki dua

 Muaaz bin jabal Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam  ne farmaya jisney Sachchey dil ke saath raah e khuda mein apney marney ki dua ki phir wo ( waisey hi) mar jaye ya Qatl kar diya jaye to usko shaheed ka sawab milega
Sunan Abu Dawud, Vol2, #769

Hadith: Zaid bin Aslam Radi Allahu Anhu ne apney walid se suna ki Hazrat umar Radi Allahu Anhu ye kaha kartey they Ya Allah teri raah mein Shahadat naseeb farma aur tere Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam ke shahar (Madina) mein maut naseeb farma
Sahih Bukhari, Vol 3 , 1890

 ------------------------------------------------------------
Narrated by Muaaz bin jabal  The prophet peace be upon him said If anyone sincerely asks Allah for being killed (in his way)  and then dies or is killed, there will be a reward of a martyr for him.
Sunan Abu Dawud, book 14, 2535

Narrated Zaid bin Aslam from his father umar Radi Allahu Anhu said, O Allah! Grant me martyrdom in Your cause, and let my death be in the city of Your Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam ." 
Sahih Bukhari, Book #30, Hadith #114

Dua:
::اللهم ارزقني شهادة في سبيلك و اجعل موتي في بلد رسولك ::
::Allahumma Arziqni Shahadata fi Sabilika Wa ja'al Mauti fi baldi Rasoolika::


Total Pageviews