Bismillah hir-Rahman
nir-Rahim
Hadith: Tum logon ko kamzor maazur logon ki duaaon ki wajah se (Allah ki taraf se) madad aur Rizq diya jata hai.
Mus'ab bin Sad Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu
Alaihi Wasallam ne farmaya Tum logon ko
kamzor maazur logon ki duaaon ki wajah se (Allah ki taraf se) madad aur Rizq
diya jata hai.
Sahih Bukhari, Vol4, 2896
Abu darda Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Mere liye , kamjor logon ko talash karo kyunki tumhey unhi ki wajah se rozi milti hai aur unhi ki wajah se tumhari madad ki jati hai
Sunan Abu Dawud, Vol2, 822

Sahih Bukhari, Book 52, No. 145
Narrated AbudDarda Radi Allahu Anhu : I heard the Apostle of Allah (peace_be_upon_him) say: Seek for me weak persons, for you are provided means of subsistence and helped through your weaklings.
Sunan Abu Dawud, book 14, 2588