Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat
hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya jis shaksh ne Allah
subhanahu ke liye is tarah Hajj kiya ki na koi fahash (buri) baat ki aur na koi
gunaah to wo is tarah wapas aayega jaisey uski Maa ne usey abhi paida kiya ho (
yani gunaaho se bilkul paak)
Sahih Bukhari, 1521
----------------------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radi Allahu
Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Whoever performs Hajj
for Allah's pleasure and does not do evil or sins then he will return (after
Hajj free from all sins) as if he were born a new.
Sahih Bukhari, Volume 2, Book 26, Number 596:
Sahih Bukhari, Volume 2, Book 26, Number 596: